Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohabbat Zindagi Hai (1966)
HomeMohabbat Zindagi Hai (1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


na jaane kyun na jaane kyun humaare dil ko tumne dil nahin samjha na jaane kyun yeh sheesha tod daala yeh sheesha tod daala pyar ke kabil nahin samjha na jaane kyun humaara pyar dekho aur humara hausala dekho humaara pyar dekho aur humara hausala dekho muhobbat ka junoon humko kahan tak le chala dekho tumhi ne jaan le li tumhi ne jaan le li aur tumhein qaatil nahin samjha na jaane kyun na jaane kyun humaare dil ko tumne dil nahin samjha na jaane kyun tadap di bhi to aisi di ke mushqil ho gaya jeena chalaaye teer woh tumne ke chhalni ho gaya seena aur us par yeh sitam hai aur us par yeh sitam hai ke humein ghayal nahin samjha na jaane kyun na jaane kyun humaare dil ko tumne dil nahin samjha na jaane kyun muhobbat ka yeh jaadu ek din sar chad ke bolega muhobbat ka yeh jaadu ek din sar chad ke bolega har ik aandhi har ik toofan ko daaman main le lega muhobbat ne kisi bhi muhobbat ne kisi bhi kaam ko mushqil nahin samjha na jaane kyun na jaane kyun humaare dil ko tumne
laaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa nazar nazar se milao to koi baat bane nazar nazar se milao to koi baat bane kareeb dil ke jo aao to koi baat bane nazar nazar se milao la lala laaaa lala lala laaaa lara lala laaaaa lala lala lala laaa ye baat aisi nahin hai jo door door se ho kareeb aaiye kareeb aaiye mumkin agar huzur se ho kareeb aa ke naa jaao to koi baat bane nazar nazar se milao to koi baat bane nazar nazar se milao fizaa bahaar ki jab rang le ke aati hai fizaa bahaar ki jab rang le ke aati hai fizaa bahaar ki jab rang le ke aati hai nazar ki pyaas nazaaron se bhujh to jaati hai dilon ki pyaas bhujhao to koi baat bane kareeb dil ke jo aao to koi baat bane nazar nazar se milao
raaton ko chori chori bole mora kangnaaaaaa raaton ko chori chori bole mora kangna ab ke jo barkhaa aayi aayenge sajnaa raaton ko chori chori bole mora kangna ab ke jo barkhaa aayi aayenge sajnaa raaton ko chori chori bole mora kangnaaaaa kaisi anokhi pyaari hongi wo raaten jab ke piya se hongi manwaa ki baaten kaisi anokhi pyaari hongi wo raaten jab ke piya se hongi manwaa ki baaten do chaand chamkenge mori atariyaa do chaand chamkenge mori atariyaa ik to gagan mein hoga dooja more angnaa raaton ko chori chori bole mora kangna ab ke jo barkhaa aayi aayenge sajnaa raaton ko chori chori bole mora kangnaaaaaa birhaa agan bairi mann ko jaalaye birhaa agan bairi mann ko jaalaye barkha ki rimjhim aag lagaaye badraa se keh de koi tham ke barasiyo badraa se keh de koi tham ke barasiyo aa jaayen saiyaan ghar to jam ke barasnaa raaton ko chori chori bole mora kangna ab ke jo barkhaa aayi aayenge sajnaa raaton ko chori chori bole mora kangnaaaaa
tum sabse haseen ho aur sabse jawaan ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho jannat bhi tumhi ho duniya bhi tumhi ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho tum sabse haseen ho shaam sawere dekhun bas ek hi sapna saath mere jab tum ho sab kuchh hai apna ho oo oo raatein bhi apni din bhi apne tum bhi apne saiyyan ho tum sabse haseen ho aur sab se jawaan ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho jannat bhi tumhi ho duniya bhi tumhi ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho tum sabse haseen ho bhool nahin ki maine dil tumko dekar kaun hai iss duniya mein aji tum se behtar ho oo baahon mein meri gunguna ke muskura ke aa jao tum sabse haseen ho aur sab se jawaan ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho jannat bhi tumhi ho duniya bhi tumhi ho aji meri nazar mein aayi ho aayi ho tum sabse haseen ho aaj meri nazron ko hoga na dhokha aaj tumhein hai dil ki aankhon se dekha ho oo oo tum se hi milkar mere dilbar dil ne jana tum kya ho tum sabse haseen ho aur sab se jawaan ho aji meri
tumhari mulaaqat se mujh ko pata ye chala ke mere bhi seene mein hai dil ik dhadkata huaa hoye tumhari mulaaqat se mujh ko pata ye chala ke mere bhi seene mein hai dil ik dhadkata huaa hoye tumhari mulaaqat se ye ehsaas dil ko mere pehle kabhi naa hua ke ye zindagi hai meri rangeen safar pyaar kaa hoye mila main abhi aap se to ye raaz mujh par khula ke mere bhi seene mein hai dil ik dhadkata huaa hoye tumhari mulaaqat se ijaazat ho gar aapki dil ko main rakh doon wahaan masti mein sarkaar ke padte hain paanv jahaan hoye apna bana lo mujhe le lo kisi ki dua ke mere bhi seene mein hai dil ik dhadkata huaa hoye tumhari mulaaqat se ye maana ke main gair hoon anjaan hoon ajnabi dekha naa hoga magar aisa deewana kabhi hoye tum se machalti huyi kehti hai jiski adaa ke mere bhi seene mein hai dil ik dhadkata huaa hoye tumhari mulaaqat se mujh ko pata ye chala ke mere bhi seene mein hai dil ik dhadkata huaa hoye tumhari mulaaqat se
ye poornoor chehraa ye dilkash adaa namunaa ho kudrat ki kaarigari ka nahin tumse behtar koi dusra namunaa ho kudrat ki kaarigari ka ye poornoor chehraa ye dilkash adaa namunaa ho kudrat ki kaarigari ka haseenon tumhari jo pooja kare ussi ko hi duniyaa mein jannat mile haseenon tumhari jo pooja kare ussi ko hi duniyaa mein jannat mile naa dekha ho naa dekha ho jisne khuda ko kabhi khuda ki kasam wo tumhen dekh le tumhin se hai jannat tumhin se khuda namunaa ho kudrat ki kaarigari ka ye poornoor chehraa ye dilkash adaa namunaa ho kudrat ki kaarigari ka tumhari ye patli kamar jaaneman lachakti huyi jaise shaakh e chaman tumhari ye patli kamar jaaneman lachakti huyi jaise shaakh e chaman khuda jaane khuda jaane kiss ke muqaddar mein hai ye phoolon se naazuk tumhara badan jise chumti hai chaman ki hawaa namunaa ho kudrat ki kaarigari ka ye poornoor chehraa ye dilkash adaa namunaa ho kudrat ki kaarigari ka chali ho kahaan ye bata do zara liye sar pe zulfon ki kaali
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Na Jaane Kyun Humaare Mohabbat Zindagi Hai (1966) 04:22 13763
 
Poster of Mohabbat Zindagi Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:22   Song Number : 13763   

Nazar Nazar Se Milao Mohabbat Zindagi Hai (1966) 03:45 13764
 
Poster of Mohabbat Zindagi Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dharmendra, Raj Shri
Duration : 03:45   Song Number : 13764   

Raaton Ko Chori Chori Mohabbat Zindagi Hai (1966) 05:02 12237
 
Poster of Mohabbat Zindagi Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sujata
Raag- 
Kafi
Duration : 05:02   Song Number : 12237   

Tum Sabse Haseen Ho Mohabbat Zindagi Hai (1966) 05:57 32975
 
Poster of Mohabbat Zindagi Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Madhavi
Duration : 05:57   Song Number : 32975   

Tumhari Mulaqat Se Mohabbat Zindagi Hai (1966) 04:23 13765
 
Poster of Mohabbat Zindagi Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:23   Song Number : 13765   

Yeh Purnoor Chehra Mohabbat Zindagi Hai (1966) 04:06 13766
 
Poster of Mohabbat Zindagi Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 04:06   Song Number : 13766